% \startsong \stitle{chalii aa re ... chorii se ... bach ke duniyaa kii nazaro.n se}% \film{Sooryavansham}% \year{1999}% \starring{Amitabh Bachchan, Saundarya}% \singer{Amitabh Bachchan, Sonu Nigam, Jaspindar Narula}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % chalii aa re chalii aa re chalii aa re chorii se chorii se chorii chorii chorii se aa chorii se chorii se chorii chorii chorii chorii chorii se bole re bole re meraa dil bole bole bole re bach bach bach bach ke duniyaa kii nazaro.n se are sanam tanhaa_ii me.n milo kabhii kabhii he chorii se chorii se \threedots aise vaise ka_ii savaalo.n me.n khoyaa rahuu.n tere khyaalo.n me.n karo zaraa jaldii mulaakaate.n tumase karanii hai.n ba.Dii baate.n chaa.Ndanii sitaaro.n me.n ho so_ii tere mere sivaa ho na ko_ii Tha.nDii Tha.nDii aag jal rahii ho sard sard havaa chal rahii ho bach bach bach bach ke \threedots milane nahii.n degaa ye zamaanaa ko_ii to banaa_o tum bahaanaa khulii khulii laTe.n bikharaa_o aur na tum mujhe ta.Dapaa_o vaqt kabhii kahii.n nahii.n Thahare nikal jaa_e.n mauqe naa sunahare dard judaa_ii ke ba.De gahare yahaa.n vahaa.n lage ka_ii pahare bach bach bach bach ke \threedots % #endindian \endsong