% \startsong \stitle{oh re taal mile nadii ke jal me.n}% \film{Anokhi Raat}% \year{}% \starring{Sanjeev Kumar, Zaheeda}% \singer{Mukesh}% \music{Roshan}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % oh re taal mile nadii ke jal me.n nadii mile saagar me.n saagar mile kaun se jal me.n koI jaane naa oh re taal mile nadii ke jal me.n \threedots anjaane ho.nTho.n par ye (pahachaane giit hai.n \- 2) kal tak jo begaane the janamo.n ke miit hai.n o mitavaa re e e e kal tak \threedots kyaa hogaa kaun se pal me.n koI jaane naa oh re taal mile nadii ke jal me.n \threedots suuraj ko dharatii tarase (dharatii ko cha.ndramaa \- 2) paanii me.n siip jaise pyaasii har aatamaa o mitavaa re e e e e paanii me.n \threedots buu.nd chhupii kis baadal me.n koI jaane naa oh re taal mile nadii ke jal me.n \threedots % #endindian \endsong %