% \startsong \stitle{tere baare me.n jab sochaa nahii.n thaa}% \film{Saher (Non-Film)}% \year{2000}% \starring{}% \singer{Jagjit Singh}% \music{Jagjit Singh}% \lyrics{Meraj}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tere baare me.n jab sochaa nahii.n thaa mai.n tanhaa thaa magar itanaa nahii.n thaa tere baare me.n jab \threedots terii tasviir se karataa thaa baate.n mere kamare me.n aa_iinaa nahii.n thaa mai.n tanhaa thaa \threedots sama.ndar ne mujhe pyaasaa hii rakhaa mai.n jab saharaa me.n thaa pyaasaa nahii.n thaa mai.n tanhaa thaa \threedots manaane ruuThane ke khel me.n ham bichha.D jaa_e.nge ye sochaa nahii.n thaa mai.n tanhaa thaa \threedots sunaa hai ba.nd kar lii.n usane aa.Nkhe.n ka_ii raato.n se vo soyaa nahii.n thaa mai.n tanhaa thaa \threedots % #endindian \endsong