% \startsong \stitle{pa.nchhii sur me.n gaate hai.n ... aise muskuraatii hai}% \film{Sirf Tum}% \year{1999}% \starring{Sanjay Kapur, Priya Gil, Jackie, Sushmita, Mohnish, Johny Lever}% \singer{Udit Narayan}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pa.nchhii sur me.n gaate hai.n bha.nvare gunagunaate hai.n ghu.ngharuu bajaatii hai havaa aise muskuraatii hai yuu.n fizaa bulaatii hai jaise ho ye merii dilarubaa dekho kyaa ghanere uu.Nche uu.Nche parabato.n ke saa_e hai.n chalake yuu.n machal ke ra.ng badal ke hamase milane aa_e hai.n khuhbuu hai bahaaro.n kii mastii hai nazaaro.n kii sabake dil pe chhaayaa hai nashaa are aise muskuraatii hai \threedots naiyaa bin khivaiyaa jaane kaise saahilo.n pe aatii hai dhaaraa is nadii kii har kisii ko ik din to milaatii hai sachchii ye kahaanii hai paanii zi.ndagaanii hai saare jag ko hai ye pataa ho aise muskuraatii hai \threedots % #endindian \endsong