% \startsong \stitle{jaane kyaa Dhuu.NDhataa hai ye meraa dil}% \film{Sur}% \year{2002}% \starring{Lucky Ali, Gauri Karnik}% \singer{Lucky Ali}% \music{M M Kreem}% \lyrics{Nida Fazli}% % % Contributor: V S Rawat % producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Fish Eye Network Production % director: Tanuja Chandra % audio: Universal Music India Pvt Ltd, www. umusicindia.com % cassette: 6337 334 MC-B ECO-SP Stereo, Cost: Rs 50/-, CD: CDF 594, Cost: Rs 99/- % \printtitle #indian % ( jaane kyaa Dhuu.NDhataa hai ye meraa dil tujh ko kyaa chaahiye zi.ndagii ) \-3 raaste hii raaste hai.n kaisaa hai ye safar Dhuu.NDhatii hai jis ko nazare.n jaane hai vo kidhar ( jaane kyaa Dhuu.NDhataa hai ye meraa dil tujh ko kyaa chaahiye zi.ndagii ) \-2 be\-cheharaa saa ko_ii sapanaa hai vo kahii.n nahii.n hai phir bhii apanaa hai vo aise mere andar shaamil hai vo mai.n huu.N bahataa dariyaa saahil hai vo hai kahaa.N vo vo kidhar hai raaste kuchh to bataa kaun saa us kaa nagar hai rahaguzar kuchh to bataa Dhuu.NDhatii hai jis ko nazare.n jaane hai vo kidhar ( jaane kyaa Dhuu.NDhataa hai ye meraa dil tujh ko kyaa chaahiye zi.ndagii ) \-2 suunaa saa hai mandir muurat nahii.n khaalii hai aa_iinaa suurat nahii.n jiine kaa jiivan me.n kaaraN to ho mahake kaise kaliyaa.N gulashan to ho shammaa hai jo mujh me.n roshan vo viraasat kisako duu.N duur tak ko_ii nahii.n hai apanii chaahat kisako duu.N Dhuu.NDhatii hai jis ko nazare.n jaane hai vo kidhar ( jaane kyaa Dhuu.NDhataa hai ye meraa dil tujh ko kyaa chaahiye zi.ndagii ) \-2 % #endindian \endsong