% \startsong \stitle{ik rastaa aa haa aa haa do raahii}% \film{Raam Balraam}% \year{1980}% \starring{Amitabh Bachchan, Dharmendra, Zeenat Aman, Rekha, Ajeet, Amjad Khan}% \singer{Rafi, Kishore}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11610 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ki \: ik rastaa aa haa aa haa do raahii aa haa aa haa ik chor ik sipaahii ra \: bachapan kaa khel javaanii kaa sach ki \: bachapan kaa khel javaanii kaa sach ra \: ye hai terii\-merii zindagaanii kaa sach na miT sake nasiibo.n ke kalam kii syaahii ik rastaa aa haa \threedots do \: ik chor ik sipaahii \threedots ki \: achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai ra \: achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai ki \: kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai ra \: kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai ki \: naa banaa chor tuu marzii se na banaa mai.n sipaahii ra \: ik rastaa aa haa \threedots ra \: ma.nzil hai ek mere saathiyaa ki \: ma.nzil hai ek mere saathiyaa ra \: maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa ki \: maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa ra \: ham chalate hai.n to dete hai.n qadam ye gavaahii ra \: ik rastaa aa haa \threedots do \: ik rastaa aa haa \threedots % #endindian \endsong