% \startsong \stitle{kisii meharabaa.N kii nazar Dhuu.NDhate hai.n}% \film{Raja Saab}% \year{1969}% \starring{Shashi Kapoor, Nanda, Naaz}% \singer{Rafi/ Manhar}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11088 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % % every line is first sung by main singer and then repeated by korus. % kisii meharabaa.N kii nazar Dhuu.NDhate hai.n jo de\-de sahaaraa vo dar Dhuu.NDhate hai.n kisii meharabaa.N kii \threedots tumhaarii galii me.n sadaa hamane dii hai tumhe.n zindagii kii du_aa hamane dii hai du_aa_o.n kaa apanii asar Dhuu.NDhate hai.n kisii meharabaa.N kii \threedots nasiibo.n ke gulashan me.n khilatii hai.n Kushiyaa.N kahii.n Dhuu.NDhane se bhii milatii hai.n Kushiyaa.N magar ham to hai.n beKabar Dhuu.NDhate hai.n kisii meharabaa.N kii \threedots % #endindian \endsong