% \startsong \stitle{o phirakii vaalii tuu kal phir aanaa}% \film{Raja Aur Rank}% \year{1968}% \starring{Sanjeev Kumar, Nazima, Kumkum, Nirupa Roy, Ajit}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11073 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % o phirakii vaalii tuu kal phir aanaa nahii.n phir jaanaa tuu apanii jubaan se ki tere nainaa hai.n zaraa be_iimaan se o matavaalii ye dil kyo.n to.Daa ye tiir kaahe chho.Daa nazar kii kamaan se ki mar jaa_uu.Ngaa mai.n bas muskaan se o phirakii vaalii \threedots pahale bhii tuune ik roz ye kahaa thaa \-2 aa_uu.Ngii tuu naa aa_ii vaadaa kiyaa thaa sai.nyaa ban ke badariyaa chhaa_uu.Ngii tuu naa chhaa_ii ( mere pyaase ) \-2 nainaa tarase tuu nikalii naa ghar se kaise biitii vo raat suhaanii tuu sun le kahaanii ye saare jahaan se ki tere nainaa hai.n \threedots sochaa thaa maine kisii roz gorii ha.Ns ke \-2 bolegii tuu naa bolii merii mohabbat bharii baate.n sun\-sun ke Dolegii tuu naa Dolii ( o sapano.n me.n ) \-2 aane vaalii ruk jaa jaane vaalii kiyaa tuune meraa dil chorii ye puuchh le gorii zamii.n aasamaan se ki tere nainaa hai.n \threedots % #endindian \endsong