% \startsong \stitle{piyaa mai.n huu.N pata.ng tuu Dor mai.n u.Datii}% \film{Raagini}% \year{1958}% \starring{Kishore, Ashok Kumar, Padmini, Sundar, Achala Sachdev, Iftikhar}% \singer{Kishor, Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Jaan Nisar Akhtar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10542 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa \: o o o aa aa aa aa aa piyaa mai.n huu.N pata.ng tuu Dor mai.n u.Datii chaaro.n or ( meraa dil ye javaa.N rahe bas me.n kahaa.N jab chhaa_e ghaTaa ghanaghor ) \-2 ( Tha.nDii havaa naache laharaa_e pyaar kii badalii dil par chhaa_e ) \-2 ( jhuum ke tan\-man meraa gaa_e haay re aa.Nchal u.Dataa jaa_e ) \-2 aa.Nchal u.Dataa jaa_e piyaa mai.n huu.N pata.ng \threedots ki \: ( baa.Nkii adaa nayanaa matavaale chaal na_ii a.ndaaz niraale ) \-2 ( pyaar kaa jaaduu dil par Daale aa.Nkh milaa kar nii.nd churaa le ) \-2 nii.nd churaa le haay merii gorii ra.ngiilii chor yuu.N dekhe hamarii or tiikhii\-tiikhii ye nazar jaa_e dil me.n utar kuchh haay chale naa zor aa \: piyaa mai.n huu.N pata.ng \threedots ( jhuume.n jiyaa baaje shahanaa_ii raat suhaanii sapane laa_ii ) \-2 chaa.Nd ne ha.Ns kar aa.Nkh milaa_ii mast javaanii le a.nga.Daa_ii ) \-2 le a.nga.Daa_ii piyaa mai.n huu.N pata.ng \threedots % #endindian \endsong