% \startsong \stitle{raakhii kaa aayaa tyohaar sakhii}% \film{Rakhi}% \year{1949}% \starring{Kamini Kaushal, Karan Deewan, Gop, Yashodhara Katju, Pran, Ulhas}% \singer{Shamshad}% \music{Husnlal Bhagatram}% \lyrics{Sarshar Sailani}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10044 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % raakhii kaa aayaa tyohaar sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar more bhaiyaa jiye.n jale.n ghar me.n diye mai.n usii ke li_e baa.Ndhuu.N raakhii me.n aashaa ke taar sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar \threedots uThe man me.n uma.ng jaise saagar me.n tara.ng jaise bagiyaa me.n aa_ii bahaar sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar \threedots dekhii duniyaa kii riit bahan bhaa_ii kii priit gaa_o Kushii ke giit more baabul ke ghar kaa si.ngaar sakhii sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar \threedots yuu.N baa.Ndhane ko baa.Ndho ko_ii hazaar dhaage lekin hazaar par hai.n raakhii ke chaar dhaage chaar dhaago.n me.n ba.Ndhaa hai pyaar sakhii raakhii kaa aayaa tyohaar \threedots % #endindian \endsong