% \startsong \stitle{mere dilabar mere jaanam ... terii pahalii nazar ne ... dil churaa liyaa}% \film{Qayamat}% \year{2003}% \starring{Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Chunkey Pandey, Arbaaz Khan, Ayub Khan, Isha Koppikar, Riya Sen, Raveena Tandon (s.a.), Neha Dhupia, Ashish Chowdhary}% \singer{Abhijeet, Kavita Subramaniam}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11704 [V S Rawat] % Producer: Baweja Movies Pvt Ltd, Paramjeet Baweja, Director: Harry Baweja % Audio: Venus Records & Tapes Pvt Ltd % Cassette: Prestige VCPR 5145 Stereo, Cost: Rs 50/-, CD: Special VACDSP-1278, Cost: Rs 99/- % \printtitle #indian % aap kaa juutaa dekhaa bahut hasiin hai ise apane pairo.n me.n mat Daali_egaa mailaa ho jaa_egaa pyaar me.n log ek duusare ko bataur nishaanii phuul ##card## a.NguuThii rumaal dete hai.n ye pa.Dhaa aur sunaa thaa par ye juutaa lagataa hai pyaar me.n aap ke yahaa.N juutaa dene kaa rivaaz hai dil churaane kaa achchhaa andaaz hai % The above dialogue is with reference to Rajkumar's letter to Meena Kumari % in Paakeezah ka \: mere dilabar mere jaanam maine tumase pyaar kiyaa re bechainii ba.Dhatii jaatii hai tuune kaisaa dard diyaa re maine pyaar tumhii.n se kiyaa re \-2 dil churaa liyaa \-4 a \: terii pahalii nazar ne meraa chain churaayaa teraa Kaab jo aayaa raato.n ko jagaayaa terii pyaas ko maine ho.nTho.n pe sajaayaa chaahat kaisii hai tuune mujhako bataayaa dil churaa liyaa \-4 ka \: paa.Nv zamii.n pe pa.Date nahii.n ab mai.n u.Dane lagii huu.N havaa me.n a \: Kushbuu banake bikharii pa.Dii hai.n terii zulfe.n aaj fizaa me.n ka \: tuune jaaduu ye kaisaa kiyaa re \-2 a \: dil churaa liyaa \-4 ka \: terii in baa.Nho.n me.n mujhako ab to jiinaa maranaa hai a \: soch liyaa hai had se ziyaadaa ab ishq tujhe karanaa hai ka \: maine maanaa tujhe hii piyaa re \-2 a \: dil churaa liyaa \-2 ka \: dil churaa liyaa \-2 a \: terii pahalii nazar ne meraa chain churaayaa teraa Kvaab jo aayaa raato.n ko jagaayaa ka \: terii pyaas ko maine ho.nTho.n pe sajaayaa chaahat kaisii hai tuune mujhako bataayaa a \: dil churaa liyaa \-2 ka \: dil churaa liyaa \-2 a \: haa haa haa haa haa haa ka \: he he he he laa laa laa laa a \: laa raa laa raa laa raa laa ka \: he he he he laa laa laa laa % #endindian \endsong