% \startsong \stitle{o manachalii, kahaa.N chalii}% \film{Manchali}% \year{}% \starring{Sanjeev Kumar, Leena Chandrawarkar}% \singer{Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % o manachalii, kahaa.N chalii \- 2 dekh dekh dekh dekh mujh se na sharamaa ek ek ek mai.n huu.N bha.nvaraa aur tuu kalii, o manachalii \threedots hoTho.n pe leke teraa naam aaI hai ra.ng bharii shaam phuulo.n se chhalake hai.n jaam bha.nvaro.n ne dil liye thaam aise me.n, he he ho e he ho aise me.n, to.D ke prem kii Dorii o gorii, chakorii, tuu kahaa.N chalii \threedots duniyaa se nahii.n Dare.nge ham tum mulaaqaate kare.nge aajaa do baate kare.nge ra.ngii.n barasaate.n kare.nge ye sach hai e he o o e he o o ye sach hai mai.n huu.N ek diivaanaa na jaanaa, na maanaa, tuu kahaa.N chalii \threedots rut aisii aaI huI hai badalii sii chhaaI huI hai tuu kyo.n sharamaaI huI hai mujhase ghabaraaI huI hai pyaar me.n e he o o e he o o pyaar me.n yaar se aa.Nkh churaake chhupaake, bachaake, tuu kahaa.N chalii \threedots % #endindian \endsong %