% \startsong \stitle{sayyaad ne chhupaayaa bebas pe sitam Dhaayaa ... qaid me.n hai bulabul}% \film{Qaid Mein Hai Bulbul}% \year{1992}% \starring{Himalaya, Bhagyashri}% \singer{Alka Yagnik, Suresh Wadekar}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sayyaad ne chhupaayaa bebas pe sitam Dhaayaa ko_ii zor na chal paaye qaid me.n hai bulabul qaid me.n hai bulabul sayyaad ne chhupaayaa \threedots mai.n tujhako Dhuu.nDhataa huu.N paatiyo.n ke chaubaaro.n me.n cheharaa teraa dekhataa huu.N ashqo.n kii kataaro.n me.n dil meraa kahataa hai duniyaa ko jalaa duu.n hoke judaa hamaraahii apanii hastii miTaa duu.n mujhe paas bulaatii hai terii yaad sataatii hai din raat rulaatii hai qaid me.n hai bulabul \threedots khushbuu ke jho.nke mahakii fizaa_o.n me.n u.Datii thii mai.n bulabul cha.nchal havaa_o.n me.n dharatii ke pairo.n me.n ambar kii baaho.n me.n sapano.n kii duniyaa me.n terii nigaaho.n me.n jharane tale machalatii thii mai.n giratii thii kabhii sambhalatii thii mai.n saragam ko_ii gaatii thii mai.n sakhiyo.n ko bhii sunaatii thii mai.n nadiyaa kinaare baiThii akele karatii thii mai.n intazaar saare jahaa.n ko Thokar lagaa ke aataa thaa milane yaar ha.Nsatii thii gaatii thii baaho.n me.n so jaatii thii dil kii baato.n me.n khvaabo.n me.n kho jaatii thii aayaa kahii.n se shikaarii zaalim ne jaal bichhaayaa band kiyaa pi.njare me.n pa.nchhii a.ndheraa har or chhaayaa bejaan sii rahatii hai kuchh bhii nahii.n kahatii hai har dard vah sahatii hai qaid me.n hai bulabul \threedots % #endindian \endsong