% \startsong \stitle{ik tiir jigar pe khaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe}% \film{Phool Aur Kante/ Flowers And Thorns}% \year{1946}% \starring{Lalita Pawar, Salwi, Saroj Borkar, Mohan Sahgal}% \singer{Meena Kapoor}% \music{Dada Chandekar}% \lyrics{Vishwamitra Adil}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12255 [V S Rawat], 23/01/2004 % Credits: U.V. Ravindra % \printtitle #indian % ik tiir jigar pe khaa kar ham \-2 na idhar ke rahe na udhar ke rahe \-2 siine me.n aag lagaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe \-2 ( nazaro.n kii bhii Takkar ho ga_ii la.Datii bhii ga_ii.n sharamaa bhii ga_ii.n ) \-2 par dil se dil Takaraa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe \-2 ik tiir jigar pe khaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe \-2 jab yaad kisii kii aatii hai \-2 aa.Nkho.n se aa.Nsuu girate hai.n dil me.n tuufaan uThaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe \-2 ik tiir jigar pe khaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe \-2 ( hai.n phuul aur kaa.NTe dono.n hii ulafat kii ra.ngiilii raaho.n me.n ) \-2 ulafat me.n paa.Nv ba.Dhaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe \-2 ik tiir jigar pe khaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe \-2 siine me.n aag lagaa kar ham na idhar ke rahe na udhar ke rahe \-2 % #endindian \endsong %