% \startsong \stitle{hai bas ke har ek unake ishaare me.n nishaa.N aur}% \film{Ghalib (Pakistan)}% \year{1962}% \starring{}% \singer{Noorjehan}% \music{Tasdak Hussain}% \lyrics{Mirza Ghalib}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12101 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % hai bas ke har ek unake ishaare me.n nishaa.N aur \-2 karate hai.n muhabbat to Guzarataa hai gumaa.N aur hai bas ke har ek unake yaa rab na vo samajhe hai.n na samajhe.nge merii baat \-2 de aur dil unako jo na de mujhako zabaa.N aur hai bas ke har ek unake tum shahar me.n ho to hame.n kyaa Gam jab uThe.nge \-2 le aaye.nge baazaar se jaakar dil\-o\-jaa.N aur hai bas ke har ek unake hai.n aur bhii duniyaa me.n sukhanavar bahut achchhe aa hai.n aur bhii duniyaa me.n sukhanavar bahut achchhe \-2 kahate hai.n ke Gaaliib kaa hai andaaz\-e\-bayaa.N aur \-2 hai bas ke har ek unake ishaare me.n nishaa.N aur hai bas ke har ek unake % #endindian \endsong