% \startsong \stitle{tere ho.nTho.n ke do phuul pyaare\-pyaare}% \film{Paaras}% \year{1971}% \starring{Sanjeev Kumar, Rakhee, Farida Jalal, Shatrughan Sinha, Mehmood}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11158 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: tere ho.nTho.n ke do phuul pyaare\-pyaare mere pyaar kii bahaaro.n ke nazaare ab mujhe chaman se ( kyaa lenaa ) \-2 la \: terii aa.Nkho.n ke do taare pyaare\-pyaare merii raato.n ke chamakate sitaare ab mujhe gagan se ( kyaa lenaa ) \-2 mu \: tere ho.nTho.n ke \threedots terii kaayaa ka.nchan\-ka.nchan kiraNo.n kaa hai jisame.n baseraa terii saa.Nse.n mahakii\-mahakii terii zulfo.n me.n Kushbuu kaa Deraa teraa mahake a.ng\-a.ng jaise sone me.n suga.ndh mujhe cha.ndan\-van se ( kyaa lenaa ) \-2 la \: terii aa.Nkho.n ke \threedots maine dekhaa jabase tujhako mere sapane hu_e si.nduurii tujhe paa ke mere jiivan\-dhan har kamii hu_ii merii puurii piyaa ek teraa pyaar mere solah si.ngaar mujhe ab darpaN se ( kyaa lenaa ) \-2 mu \: tere ho.nTho.n ke \threedots teraa mukha.Daa damake\-chamake jaise saagar pe chamake saveraa la \: terii baa.Nhe.n pyaar ke jhuule terii baa.Nho.n me.n jhuule man meraa mu \: terii miiThii har baat \-2 la \: ras kii hai barasaat do \: hame.n ab saavan se ( kyaa lenaa ) \-2 mu \: tere ho.nTho.n ke \threedots la \: terii aa.Nkho.n ke \threedots do \: hame.n ( kyaa lenaa ) \-2 % #endindian \endsong