% \startsong \stitle{kahaa.N hai.n ham ye aaj ... ijaazat ho to ham aa_e.N}% \film{Paighaam}% \year{1959}% \starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Rajkumar, Pandhari Bai, Motilal}% \singer{Rafi, Asha}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10089 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa \: kahaa.N hai.n ham ye aaj mat puuchho ek jhuuThaa dilaasaa hai hame.n mat is tarah Taalo hamaaraa pyaar pyaasaa hai javaanii ke akelepan kii gha.Diyaa.N hamako naa bhaa_e.N ra \: ijaazat ho to ham aa_e.N aa \: hamaarii bhii ye hasarat hai kisii kaa pyaar ham paa_e.N kisii ke paas hai.n ham to magar hai ab talaq ye duurii ra \: huqm de do to ham kar de.n tumhaarii ye kamii puurii aa \: agar tumasaa mile ko_ii to ham jannat ko Thukaraa_e.N ra \: ijaazat ho to ham aa_e.N \threedots aa \: ye dha.Dakan kyuu.N ye ta.Dapan kyuu.N dard miiThaa saa kyaa hai ye ra \: jo ab maano to ham kah de.n javaanii kii sazaa hai ye aa \: binaa kaaraN ye zurmaanaa ajii ham kyuu.N na ghabaraa_e.N ra \: ijaazat ho to ham aa_e.N \threedots % #endindian \endsong