% \startsong \stitle{Tiinaa ki miinaa ... raamuu ke shyaamuu jo bhii naam hai}% \film{Pyaar Mohabbat}% \year{1988}% \starring{Rakhi, Govinda, Mandakini, Kader Khan, Shakti Kapoor, Bindu}% \singer{Kavita Subramaniam, Mohammed Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ##Hey Teena! you fool. Hi Meena! my foot.## mujhe degii tuu gaalii sun nakhare vaalii mai.n ye nakharaa tujhe bhulaa duu.ngaa Tiinaa ki miinaa jo bhii naam hai hasiinaa teraa tujhako mai.n sabak sikhaa duu.ngaa aisaa haal banaa duu.ngaa raamuu ke shyaamuu jo bhii naam hai baabuu teraa tujhako mai.n sabak sikhaa duu.ngii phir na kisii se chhe.D karegaa tuu taubaa tujhase karaa duu.ngii raamuu ke shyaamuu \threedots ahaa Tiinaa ki miinaa jo bhii naam hai hasiinaa he naach ke zaraa dikhaa to terii bhuul ko mai.n maaf karuu.n saamane baiTh zaraa mere mai.n teraa insaaf karuu.n jaa re jaa o diivaane abhii jaa ke mai.n thaane tere naam kii rapaT likhavaa duu.ngii raamuu ke shyaamuu \threedots mai.n tujhase kamazor nahii.n jo baaho.n me.n bhar legaa achchhaa kar kyaa karataa hai tuu meraa kyaa kar legaa fariyaad karegii mujhe yaad karegii mai.n aisii tujhe sazaa duu.ngaa Tiinaa ki miinaa \threedots ho meraa jii naa lagaa kahii.n maine dekhaa jag saaraa naa jaane kyuu.n Thahar gayaa yahaa.n mai.n pa.nchhii aavaaraa aayaa haath tuu mere par kaaT ke tere pi.njare me.n tujhe biThaa duu.ngii raamuu ke shyaamuu \threedots % #endindian \endsong