% \startsong \stitle{kyuu.N shiqavaa kare.n kyuu.N aah bhare.n}% \film{Pagle}% \year{1950}% \starring{Begum Para, Madhuri, Jagirdar, Pratima Devi, Cukoo, Agha Jaan, Sherry}% \singer{Jagirdar, Agha, Sherry}% \music{Snehal Bhatkar}% \lyrics{Anjum Rahmani}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11387 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: kosh mentions the singers as above % whereas L.B. mentions Mukesh, Talat, Khan Mastana, Chorus % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #68 under Geetanjali #58 % \printtitle #indian % kyuu.N shiqavaa kare.n kyuu.N aah bhare.n dil ronaa rulaanaa kyaa jaane ham ishq me.n kyuu.N diivaane hu_e yah baat zamaanaa kyaa jaane kahane ko muhabbat khel sahii lekin ye muhabbat khel nahii.n jo aa gayaa terii mahafil me.n mahafil se jaanaa kyaa jaane ab ishq kaa shiishaa TuuT gayaa ab zabt kaa daaman chhuuT gayaa jo apanii adaa pe marataa ho vo naaz uThaanaa kyaa jaane lo apanii shaamat aa_ii hai lo kisase nazar Takaraa_ii hai jo tiir chalaanaa jaanataa ho vo dil kaa lubhaanaa kyaa jaane ab isase vafaa kaa naam na le yah duniyaa aaKir duniyaa hai \-2 isako to miTaanaa aataa hai biga.Dii ko banaanaa kyaa jaane kyuu.N shiqavaa kare.n \threedots % #endindian \endsong