% \startsong \stitle{maine jii liyaa mar liyaa prem kar liyaa ... jitanaa Daranaa thaa Dar liyaa}% \film{Prem}% \year{1995}% \starring{Sanjay Kapoor, Tabbu, Aruna Irani, Deepak Tijori, Dalip Tahil}% \singer{Alka Yagnik, Nalin Dev}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % maine jii liyaa mar liyaa prem kar liyaa jitanaa Daranaa thaa Dar liyaa prem kar liyaa prem kar liyaa \threedots har ek prem kahaanii me.n is dariyaa ke paanii me.n Duub ga_e naadaanii me.n kitane log javaanii me.n prem kaa hamako sahaaraa nahii.n lenaa tay kar liyaa prem kar liyaa \threedots duniyaa vaale kahate hai.n prem galii jo rahate hai.n dard hazaaro.n sahate hai.n aa.Nkh se aa.Nsuu bahate hai.n prem galii me.n hii rahane ko hamane ghar liyaa prem kar liyaa \threedots hai zaalim sa.nsaar kahaa.n raste hai.n diivaar kahaa.n aa_e hai.n majhadhaar kahaa.n kaaTe hai.n talavaar kahaa.n hamane aaj hathelii pe sar apanaa dhar liyaa prem kar liyaa \threedots % #endindian \endsong