% \startsong \stitle{merii duniyaa me.n aanaa na jaanaa kabhii phir sanam}% \film{Paayal}% \year{1992}% \starring{Bhagyashri, Himalaya, Farida Jalal, Raju Shreshtha, Arun Bakshi, Tiku}% \singer{Kumar Sanu, Sadhana Sargam}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % merii duniyaa me.n aanaa na jaanaa kabhii phir sanam mujhe apanaa banaanaa na jaanaa kabhii phir sanam tere Kyaalo.n me.n kho_ii rahuu.N ab to mai.n shaam\-o\-sahar tanhaa rahuu.N yaa rahuu.N bhii.D me.n Dhuu.NDhe tujhe hii nazar ab tere bin dil lagataa nahii.n mai.n kyaa karuu.N nazaro.n me.n basaanaa na jaanaa kabhii phir sanam \threedots tere mere darmiyaa.n dilarubaa ab pyaar hii pyaar ho dekhuu.N falaq chaahe dekhuu.N zamii.n marake na chhuuTe baahe.n terii bataa mai.n kyaa karuu.n merii duniyaa me.n aanaa \threedots rab ne banaa_ii apanii jo.Dii ye jo.Dii na jaa_e to.Dii ik jiivan kyaa chaahe.n jitane jiivan ja_e.n biit badalii hai \threedots phuul sitaare raste rahii dete hai.n sab merii gavaahii merii paayal ke ghu.Ngharuu bhii gaate hai.n ye giit badalii hai \threedots % #endindian \endsong