% \startsong \stitle{kabhii lage ke ye saaraa sach hai ... ye kaisii hai zindagii}% \film{Panaah}% \year{1992}% \starring{Naseeruddin, Siddartha, Jeet Upendra, Praveen Kumar, Pallavi Joshi}% \singer{Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Udit Narayan}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Visheshwar Sharma}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kabhii lage ke ye saaraa sach hai kabhii lage ke ye saaraa jhuuTh hai ye kaisii hai zindagii raaste to hai.n par ma.nzil nahii.n hai kishtii milii par saahil nahii.n hai maujo.n me.n hii jiinaa hai maujo.n me.n hii maranaa hai tuufaano.n se yaarii karake ehe ham jii rahe hai.n yuu.N zindagii ko jaise a.ndheraa jiye roshanii ko kahii.n za.njiir nahii.n phir bhii ba.ndhe hai.n sab jaane kaisii kaisii Dor se ehe pyaasii pyaasii aa.Nkho.n me.n sapane sajaa ke dekhaa karo kisii ko diivaane hoke apane sitaare gardish me.n rahe hai.n ham kaise i.nkaar karate ehe kabhii lage ke ye \threedots % #endindian \endsong