% \startsong \stitle{baajuuba.nd ... dil kaa pa.nchhii naino.n ke pi.njare me.n ho gayaa ba.nd}% \film{Prem Granth}% \year{1996}% \starring{Shammi Kapoor, Rishi, Madhuri, Anupam, Om Puri, Prem Chopra}% \singer{Suresh Wadekar, Alka Yagnik}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ai rii sahelii ye hai prem pahelii pahelii prem pahelii ye merii prem pahelii kyaa kyaa kyaa kyaa baajuuba.nd baajuuba.nd baajuuba.nd baajuuba.nd dil kaa pa.nchhii naino.n ke ho dil kaa pa.nchhii naino.n ke pi.njare me.n ho gayaa ba.nd baajuuba.nd dil kaa pa.nchhii \threedots is duniyaa me.n kitane ho mullaa pa.nDit kaazii are kaun manaa_e sabako dil raazii rab raazii maine tumako tumane mujhako bas kar liyaa pasa.nd baajuuba.nd \threedots kajarii ke naino.n me.n tuune Daalaa kajaraa varanaa kyaa ye zulfe.n kyaa zulfo.n kaa gajaraa gajare ke phuulo.n se tere pyaar kii u.De suga.ndh baajuuba.nd \threedots logo.n do shabdo.n kii saarii prem kahaanii itanaa prem hai dil me.n saagar me.n nahii.n paanii kitanaa uu.nchaa gagan gagan se bhii hai pyaar bula.nd baajuuba.nd \threedots % #endindian \endsong