% \startsong \stitle{hare bhare baaG ke phuulo.n pe riijhaa khaiyyaam}% \film{Omar Khaiyyam}% \year{1946}% \starring{K L Saigal, Suraiya, Vasti, Benjamin, Shakir, Leela, Madan Puri}% \singer{Saigal}% \music{Lal Mohomed}% \lyrics{Dr Safdar 'Aah'}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10002 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % hare bhare baaG ke phuulo.n pe riijhaa khaiyyaam \-2 haa.N taaro.n kaa shaidaa hu_aa \-2 chaa.Nd me.n khoyaa khaiyyaam \-2 hare bhare baaG ke phuulo.n pe riijhaa khaiyyaam pyaarii pyaarii suurate.n \-2 pahaluu se dil le ga_ii.n \-2 ban gayaa kuchh roz me.n \-2 husn kaa bandaa khaiyyaam \-2 hare bhare baaG ke phuulo.n pe riijhaa khaiyyaam lekin mujhe maaluum hu_aa ki yahaa.N kii har chiiz faanii hai faanii chiiz kaa \-2 pyaar bhii faanii \-2 lahar ye dil me.n aa_ii ( chho.D ke aakhir sab kuchh maine lau maalik se lagaa_ii ) \-2 bhuul gayaa har chiiz yahaa.N kii ishq\-e\-Kudaa me.n khoyaa \-2 allaa huu ke ra.ng me.n ra.ng kar \-2 masazid dil me.n banaa_ii \-2 faanii chiiz kaa pyaar bhii faanii phir to merii aa.Nkho.n ko zarre\-zarre me.n wo hii wo nazar aane lagaa pyaar se maine kaliyo.n ko chuumaa \-2 bulabulo.n ke taraane pe jhuumaa \-2 husn ko usakaa jalawaa samajh kar mai.n hasiino.n ke majame.n me.n ghuumaa mere dil me.n samaayaa wo hii wo % #endindian \endsong