% \startsong \stitle{nazar aatii nahii.n ma.nzil, ta.Dapane se bhii kyaa haasil}% \film{Kaanch Aur Heera}% \year{1972}% \starring{Pankaj, Shamim}% \singer{Rafi / Chandrani Mukherjee}% \music{Ravindra Jain}% \lyrics{Ravindra Jain}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Surajit A Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Vinay P Jain % Comments: The second stanza is only in the Rafi version. The other % two stanzas are the same in both versions. % \printtitle #indian % nazar aatii nahii.n ma.nzil, ta.Dapane se bhii kyaa haasil taqadiir me.n ai mere dil, a.Ndhere hii a.Ndhere hai.n majabuurii ne jisako maaraa, usakaa kaun sahaaraa maa.Njhii to mil jaate hai.n lekin milataa nahii.n kinaaraa naino.n se yuu.N chhin ga_ii jyoti, siip se jaise motii ek jaan aur sau dushman hai.n, kaash ye jaan na hotii khalatii hai ye paas kii duurii, jalatii aas adhuurii kisako koii doshh lagaae, sabake sa.ng majabuurii % #endindian \endsong %