% \startsong \stitle{o dekho jii ... taare ko taaraa ... chaa.Ndanii raat me.n}% \film{Nirala}% \year{1950}% \starring{Madhubala, Dev Anand}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{P L Santoshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12249 [V S Rawat], 10/01/2004 % % song courtesy: http://homepage.mac.com/tarana/cr/ % song contact: tarana at mac.com % \printtitle #indian % o dekho jii dekho jii dekho jii dekho dekho taare ko taaraa kahataa hai but kitane sar pe ishaaraa ho sar pe ishaaraa kyaa chaa.Ndanii raat me.n jaane kyaa baat re aaj kisii kii hu_ii pahalii mulaaqaat re chaa.Ndanii raat me.n ho chaa.Ndanii raat me.n jaane kyaa baat re aaj kisii kii hu_ii pahalii mulaaqaat re chaa.Ndanii raat me.n ( dekh rahii aaj mai.n sapanaa nayaa re kaano.n me.n ko_ii kuchh kah ke gayaa re ) \-2 dhiire se le ke haatho.n me.n haath re aaj kisii kii hu_ii pahalii mulaaqaat re chaa.Ndanii raat me.n ho chaa.Ndanii raat me.n jaane kyaa baat re aaj kisii kii hu_ii pahalii mulaaqaat re chaa.Ndanii raat me.n ( cha.ndaa ko dekh ke jii rahii chakorii saa.Nware ko dekh ke jhuum rahii gorii ) \-2 ho.nTho.n se naa kare man dil ke saath re aaj kisii kii hu_ii pahalii mulaaqaat re chaa.Ndanii raat me.n ho chaa.Ndanii raat me.n jaane kyaa baat re aaj kisii kii hu_ii pahalii mulaaqaat re chaa.Ndanii raat me.n o dekho jii dekho jii dekho jii dekho dekho % #endindian \endsong %