% \startsong \stitle{Kaamosh zindagii ko aavaaz de rahe ho}% \film{Naag Mandir}% \year{1966}% \starring{Mahipal, Vijaya Chaudhary, Indira}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Shiv Kumar Saroj}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11004 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % Kaamosh zindagii ko aavaaz de rahe ho TuuTe hu_e haatho.n me.n kyuu.N saaz de rahe ho Kaamosh zindagii ko \threedots benuur merii aa.Nkhe.n aur duur kaa safar hai uThate hai.n paa.Nv lekin ( gir jaane kaa bhii Dar hai ) \-2 par kaaT ke kisii ke paravaaz de rahe ho Kaamosh zindagii ko \threedots aa.Nkho.n se bahataa dariyaa ho.nTho.n pe aah lekar saahil pe ham kha.De hai.n ( saahil kii chaah lekar ) \-2 barbaad mohabbat ko na_e andaaz de rahe ho Kaamosh zindagii ko \threedots % #endindian \endsong