% \startsong \stitle{pyaar kab karoge ... o saaraa din tum kaam karoge}% \film{Nigaahen}% \year{1989}% \starring{Sunny Deol, Sridevi}% \singer{Anuradha Paudwal, Suresh Wadekar}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: sequel of Nagina % \printtitle #indian % pyaar kab karoge \-4 o saaraa din tum kaam karoge mausam hai diivaano.n kaa mat lo naam bahaaro.n kaa kab tak karate rahoge Kuun mere aramaano.n kaa kab tak nii.nd pyaar kab karoge \threedots pyaar kaa naam likho uupar baaqii saare naamo.n se na jaane kab milegii fursat tumako apane kaamo.n se raat ko tum aaraam karoge pyaar kab karoge \threedots % #endindian \endsong