% \startsong \stitle{la_i ke pyaar kii chunariyaa}% \film{Na Tum Jaano Na Hum}% \year{2002}% \starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}% \singer{Udit Narayan, Sukhvindar Singh}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Contributor: % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ham kyaa jaane.n terii baate.n tuu hii jaane raam kis ke dil par naa jaane tuu likh de kis kaa naam ho la_i ke pyaar kii chunariyaa daravajje pe kha.De hai.n saa.nvariyaa ho la_i ke pyaar \threedots der na kar chal saath mere chal are der na kar chal saath mere chal biitii jaa_e umariyaa haa.n la_i ke pyaar \threedots saa saa ni saa ni saa ni saa ni re re re saa re saa re saa re saa ga saa saa saa ni saa ni saa ni saa ni re re re saa re saa re saa re saa ga saa o jaldii se ab ghuu.nghaT khol miiThe bol do mu.Nh se bol jhaa.Nk jharokhe se baahar terii galii me.n baj gayaa Dhol tuu kaisaa hai diivaanaa tuu kaisaa mastaanaa tuu kaisaa anjaanaa diivaanaa mastaanaa o mai.n to naachuu.n biich bajariyaa la_i ke pyaar \threedots o pahale pyaar to ham kar le.n baad me.n tuu sharamaa lenaa pal do pal dil Kush kar de jiivan bhar ta.Dapaa lenaa tuu kaisaa hai diivaanaa tuu kaisaa mastaanaa tuu kaisaa anjaanaa diivaanaa mastaanaa o gir ga_ii mere dil pe bijuriyaa la_i ke pyaar \threedots aa dulhaniyaa ho ga_ii tumharii re o la_i ke pyaar \threedots % #endindian \endsong