% \startsong \stitle{dil le ke haa.N jaa.N le ke haa.N}% \film{Na Tum Jaano Na Hum}% \year{2002}% \starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}% \singer{Udit Narayan, Pamela Jain}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % dil le ke haa.N jaa.N le ke haa.N terii galii mai.n aa gayaa aa jaa agar tujhe aanaa hai aanaa hai vaapas mujhe nahii.n jaanaa hai jaanaa hai mushqil ye vaadaa nibhaanaa hai ye soch le saathiyaa dil le ke haa.N jaa.N le ke haa.N terii galii mai.n aa ga_ii aa jaa agar tujhe aanaa hai aanaa hai vaapas mujhe nahii.n jaanaa hai jaanaa hai mushqil ye vaadaa nibhaanaa hai ye soch le saathiyaa haal aisaa rahegaa agar ham to diivaane ho jaa_e.Nge ham ko Dhuu.NDhegii duniyaa kahaa.N ik duuje me.n kho jaa_e.Nge bas jo kahanaa thaa kah liyaa bas jo sunanaa thaa sun liyaa aa jaa agar \threedots meraa aa.Nchal zaraa thaam le apanaa saajan banaa luu.N tujhe haa.N baiTh jaa tuu mere saamane apane dil me.n basaa luu.N tujhe aaj hii sab kuchh kar liyaa jii liyaa maine mar liyaa aa jaa agar \threedots % #endindian \endsong