% \startsong \stitle{nadiyaa se dariyaa dariyaa se saagar saagar se gaharaa jaam}% \film{Namak Haraam}% \year{1973}% \starring{Rajesh Khanna, Amitabh}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Rajan Parrikar (parrikar@spot.colorado.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % nadiyaa se dariyaa, dariyaa se saagar saagar se gaharaa jaam (2) ho ho ho jaam me.n Duub gayii yaaro.n mere, jIvan kii har shAm (2) nadiyaa se dariyaa \threedots jo nA piye vo kyA jaane, piite hai kyo.n ham dIvaane yaar ahaa jab se hamane piinaa siikhaa, jiinaa siikhaa maranaa siikhaa yaar ahaa o ham jab yuu.N nashe me.n Dagamagaane lag gaye ho ho ho dil kii bechainii ko aayaa tho.Daa saa aaraam nadiyaa se dariyaa \threedots meraa kyA mai.n Gam kA maaraa, nashe me.n aalam hai saaraa yaar ahaa kisii ko daulat kA nashaa, kahii.n muhabbat kA nashaa yaar ahaa o kahakar ai sharaabii sab pukaare.n ab mujhe ho ho ho aur koii thaa ye to nahii.n thaa pahale meraa naam nadiyaa se dariyaa \threedots % #endindian \endsong %