% \startsong \stitle{ko_ii na jaane bin tere raam kahaa.N din hoy kahaa.N shaam}% \film{Maa Aur Mamta}% \year{1970}% \starring{Ashok Kumar, Nutan, Jitendra, Mumtaz, Rahman, Nirupa Roy}% \singer{Manna Dey}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12190 [V S Rawat] % \printtitle #indian % ko_ii na jaane ko_ii na jaane bin tere raam kahaa.N din hoye kahaa.N shaam \-2 jag me.n sabhii kaa paradesii naam kahaa.N din hoye kahaa.N shaam \-2 man me.n lagaa hai sapano.n kaa melaa \-2 phir bhii hai dekho ye man akelaa jho.Nkaa pawan kaa paanii kaa relaa ho o o jaane le jaaye kab kis dhaam kahaa.N din hoye kahaa.N shaam \-2 aage vipadaa kii talawaare.n \-2 piichhe dukha.Do.n kii diiwaare.n uupar kaa.NTe niiche kataare.n ho o o jiiwan hu_aa ye yaa sangaraam kahaa.N din hoye kahaa.N shaam \-2 % #endindian \endsong