% \startsong \stitle{zaraa mu.D ke to dekho saajanaa}% \film{Meenaar}% \year{1954}% \starring{Bharat Bhushan, Beena Roy}% \singer{Lata, Talat}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11934 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % la :\ la la la la aa aa aa aa aa ta \: ha aa ha aa la \: zaraa mu.D ke to dekho saajanaa ho saajanaa zaraa mu.D ke to dekho saajanaa wo piichhe rah gayaa bachapanaa aur aage kha.Dii hai jawaanii \-2 ta \: bachapan kaa zamaanaa ho chukaa ho ho chukaa bachapan kaa zamaanaa ho chukaa ye khel puraanaa ho chukaa ab hogii na_ii kahaanii \-2 la \: din\-raat badalate rah gaye aramaan machalate rah gaye ) \-2 ta \: aakaash ke taare hai.n vahii.n \-2 duniyaa ke nazaare hai.n vahii.n hai phir bhii na_ii kahaanii \-2 la \: zaraa mu.D ke to dekho saajanaa ta \: wo piichhe rah gayaa bachapanaa do \: aur aage kha.Dii hai jawaanii \-2 la \: shole ko bha.Dakanaa aa gayaa kyuu.N dil ko dha.Dakanaa aa gayaa do \: shole ko bha.Dakanaa aa gayaa kyuu.N dil ko dha.Dakanaa aa gayaa ta \: ye madhur milan kaa saaz hai dha.Dakan me.n chhupaa ek raaz hai is raaz kaa naam jawaanii \-2 la \: zaraa mu.D ke to dekho saajanaa ho saajanaa zaraa mu.D ke to dekho saajanaa ta \: wo piichhe rah gayaa bachapanaa do \: aur aage kha.Dii hai jawaanii \-2 % #endindian \endsong