% \startsong \stitle{paas aake hu_e ham duur yahii thaa qismat ko}% \film{Meena Bazar}% \year{1950}% \starring{Nargis, Shyam, Kuldip, Om Prakash, Gop, Sapru, Kanhaiyalal}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Husnlal Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10239 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ra \: paas aake hu_e ( ham duur ) \-2 yahii thaa qismat ko ma.nzuur \-2 ( nahii.n tumase mujhe gilaa ko_ii ) \-2 duniyaa kii riit puraanii hai ko_ii ha.Nsane par ( majabuur yahaa.N ) \-2 ko_ii rone par majabuur yahii thaa qismat ko \threedots la \: ( o mere aa.Nsuu dekhane vaalo.n ) \-2 ( denaa merii gavaahii ) \-2 mere piyaa se ( ye kah denaa ) \-2 nahii.n meraa ko_ii qasuur haay qasuur yahii thaa qismat ko \threedots ( rone vaale kyuu.N rotaa hai ) \-2 aisaa hii pyaar me.n hotaa hai ho paravaane is mahafil me.n haay mahafil me.n hai jalane kaa dastuur yahii thaa qismat ko \threedots % #endindian \endsong