% \startsong \stitle{dekhaa phuulo.n ko ... nahii.n mai.n nahii.n dekh sakataa}% \film{Majboor}% \year{1974}% \starring{Amitabh Bachchan, Praveen Babi, Pran}% \singer{Kishor/ Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11241 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % dekhaa phuulo.n ko kaa.NTo.n pe sote hu_e dekhaa tuufaa.N ko kashtii Dubote hu_e dekh sakataa huu.N mai.n kuchh bhii hote hu_e nahii.n mai.n nahii.n dekh sakataa tujhe rote hu_e \-2 ek din biga.Dii qismat sa.Nvar jaa_egii ye Kushii hamase bachakar kidhar jaa_egii Gam na kar zindagii yuu.N guzar jaa_egii raat jaise guzar ga_ii sote hu_e nahii.n mai.n nahii.n \threedots tuu bhii sun le jo maine sunaa ek din ek maalan ne mujhako kahaa ek din khel kaa.NTo.n se kaliyaa.N pirote hu_e nahii.n mai.n nahii.n \threedots aa.Nkh bhar aa_ii phir kyo.n kisii baat par kar bharosaa bahan bhaa_ii kii baat par haath rakh de yaqii.n se mere haath par muskaraa de zaraa yuu.N hii rote hu_e nahii.n mai.n nahii.n \threedots % #endindian \endsong