% \startsong \stitle{ye baat hotii hai paidaa janaab baraso.n me.n}% \film{Majboor}% \year{1964}% \starring{Biswajeet, Waheeda Rehman, Naaz}% \singer{Rafi}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10946 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ye baat hotii hai paidaa janaab baraso.n me.n Kudaa banaataa hai aisaa shabaab baraso.n me.n ye baat hotii hai \threedots bahaar aatii hai aur ra.ng\-ruup milate hai.n \-2 chaman me.n vaise to har roz phuul khilate hai.n ( chaman me.n khilataa hai ) \-2 tum saa gulaab baraso.n me.n Kudaa banaataa hai \threedots nahii.n ye baat ke tumasaa hasii.n nahii.n hogaa \-2 yahaa.N nahii.n to vo jahaa.N me.n kahii.n hogaa magar milegaa tumhaaraa javaab baraso.n me.n Kudaa banaataa hai \threedots teraa Kyaal hai har vaqt yaad ke qaabil \-2 magar ye merii nazar bhii hai daad ke qaabil ( kiyaa hai jisane ) \-2 tumhe.n intiKaab baraso.n me.n Kudaa banaataa hai \threedots % #endindian \endsong