% \startsong \stitle{merii dushman hai ye ... ye khi.Dakii jo band rahatii hai}% \film{Main Tulsi Tere Aangan Ki}% \year{1978}% \starring{Nutan, Asha Parekh, Goldie Anand, Vinod Khanna, Prem Kishan}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11280 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % merii dushman hai ye merii ulajhan hai ye ba.Daa ta.Dapaatii hai dil ko tarasaatii hai ( ye khi.Dakii ) \-2 jo band rahatii hai \-2 merii dushman hai ye \threedots lagataa hai melaa na jaane kahaa.N aashiq jamaa hote hai.n jahaa.N are sabako pataa hai ye daastaa.N is ghar me.n hai ek la.Dakii javaa.N aa.Nkhe.n jhukaa ke guzaro is galii se aane\-jaane vaalo.n se kahatii hai ye khi.Dakii jo band \threedots Gam kii ghaTaa hai ye chhaT jaa_egii aaho.n se diivaar phaT jaa_egii jab saamane se ye haT jaa_egii ghuu.NghaT me.n gorii simaT jaa_egii ik roz gir jaa_egii TuuT ke ye kitane nazaro.n ke tiir sahatii hai ye khi.Dakii jo band \threedots aa_e kabhii chaubaare pe vo kuchh soche mere baare me.n vo are baate.n kare do ishaare me.n vo chup sii kha.Dii hai us kinaare pe vo us paar vo hai aur is paar mai.n huu.N nadiyaa biich me.n bahatii hai ye khi.Dakii jo band \threedots % #endindian \endsong