% \startsong \stitle{tumase lagan laagii ... tum jo dil me.n aa_e}% \film{Madhu}% \year{1959}% \starring{Karan Diwan, Meena Kumari}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Naqsh Lyallpuri}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10502 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: Based on a story by Premen Mitra % \printtitle #indian % la \: tumase lagan laagii haay aisii agan jaagii ye dil hu_aa diivaanaa nazar jhukii\-jhukii jaa_e ra \: tum jo dil me.n aa_e aa.Nkho.n me.n merii chhaa_e is dil kii aarazuu kaa chaman khilaa\-khilaa jaa_e jabase nazar milii khoyaa meraa jahaa.N tum ho paas mere mai.n huu.N jaane kahaa.N la \: dil kii lagan mere sajan jhuume terii qasam jab se dekhaa tujhe naache meraa man lahakii pavan jhuume ho.nTho.n ko ha.Nsii chuume ye dil hu_aa diivaanaa \threedots la \: tumase merii vafaa kahatii hai ye piyaa dil se mere kabhii tum na honaa judaa ra \: dil hai sanam tere li_e tuu hai jaan\-e\-vafaa dil se pyaar teraa hogaa na judaa jab se tujhe paayaa jiine kaa mazaa aayaa is dil kii aarazuu kaa \threedots % #endindian \endsong