% \startsong \stitle{ek la.Dakii kii tumhe.n kyaa sunaa_uu.N daastaa.n}% \film{Mere Yaar Ki Shaadi Hai}% \year{2002}% \starring{Jimmy Shergil, Uday Chopada, Sanjana}% \singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}% \music{Jiit Pritam}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ek la.Dakii kii tumhe.n kyaa sunaa_uu.N daastaa.n vo pagalii hai sabase judaa har pal na_ii usakii adaa phuul barase.n log tarase.n jaa_e vo la.Dakii jahaa.N ek la.Dakii kii tumhe.n \threedots hai khafaa to khafaa phir khud hii vo maan bhii jaatii hai laatii hai ho.nTho.n pe muskaan vo ho chup hai to chup hai vo phir khud hii vo gunagunaatii hai gaatii hai miiThii miiThii taane.n vo kaise kahuu.N kaisii hai vo bas apane hii jaisii hai vo phuul barase.n \threedots aajakal har vo pal biitaa jo thaa usake saath me.n kyaa kahuu.N khvaabo.n me.n aataa hai kyuu.N ho yaad jo aa_e to usase bichha.Dane kii vo gha.Dii kyaa kahuu.N dil duHkh saa jaataa hai kyuu.N ab mai.n kahii.n vo hai kahii.n par hai du_aa ai hamanashii.n phuul barase.n \threedots % #endindian \endsong