% \startsong \stitle{ko_ii saharii baabuu dil\-laharii baabuu haay re}% \film{Loafer}% \year{1973}% \starring{Dharmendra, Mumtaz}% \singer{Asha}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11542 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ( ko_ii saharii baabuu dil\-laharii baabuu haay re pag baa.Ndh gayaa ghu.Ngharuu mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N ) \-2 mai.n to chaluu.N haule\-haule phir bhii man Dole haay re mere rabbaa mai.n kii karaa.N mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N ko_ii saharii baabuu dil\-laharii baabuu haay re pag baa.Ndh gayaa ghu.Ngharuu mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N ( panaghaT pe mai.n kam jaane lagii naTakhaT se mai.n sharamaane lagii ) \-2 dha.Dakan se mai.n ghabaraane lagii darapan se mai.n kataraane lagii man khaaye hichakole aise jaise naiyaa Dole haay re mere rabbaa mai.n kii karaa.N mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N ko_ii saharii baabuu dil\-laharii baabuu haay re pag baa.Ndh gayaa ghu.Ngharuu mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N ( sapano.n me.n chorii se aane lagaa raato.n kii ni.ndiyaa churaane lagaa ) \-2 naino.n kii Dolii biThaa ke mujhe le ke bahut duur jaane lagaa mere ghu.NghaTaa ko khole miiThe\-miiThe bol bole haay re mere rabbaa mai.n kii karaa.N mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N ko_ii saharii baabuu dil\-laharii baabuu haay re pag baa.Ndh gayaa ghu.Ngharuu mai.n chham\-chham nachadii phiraa.N % #endindian \endsong