% \startsong \stitle{kisii ko pataa na chale baat kaa ki hai aaj vaadaa mulaaqaat kaa}% \film{Lutera}% \year{1965}% \starring{Prithviraj Kapoor, Dara Singh, Nishi}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10990 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ( kisii ko pataa na chale baat kaa ki hai aaj vaadaa mulaaqaat kaa ) \-2 buraa haal hai dil ke jazbaat kaa ki hai aaj vaadaa \threedots na din thaa na dil me.n ye aramaan the \-2 ye lab muskaraahaT se anjaan the judaa_ii me.n ham to pareshaan the Kudaa meharabaa.N thaa na insaan the magar aaj kyaa zikr sadamaat kaa ki hai aaj vaadaa \threedots muhabbat ajii yuu.N machalane lagii \-2 shammaa jaise mahafil me.n jalane lagii chhurii maan lo dil pe chalane lagii ko_ii dil kii hasarat nikalane lagii badalane lagaa ra.ng haalaat kaa ki hai aaj vaadaa \threedots sajaa_o ye raahe.n bichhaa_o nigaahe.n \-2 Kabar unakii aa_ii nazar muskaraa_ii hu_aa hai ishaaraa milegaa sahaaraa muhabbat kii pyaasii miTegii udaasii kii diidaar hogaa abhii pyaar hogaa banegaa fasaanaa kisii baat kaa ki hai aaj vaadaa \threedots % #endindian \endsong