% \startsong \stitle{vafaa ke naam par miTanaa ... agar tuu aabaruu apanii}% \film{Ladaki Pasand Hai}% \year{1971}% \starring{Mumtaz, Deepak Kumar, Sulochana, Sajjan, Rajendranath, Jeevan}% \singer{Mukesh}% \music{Sonik Omi}% \lyrics{G S Rawal}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10383 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % vafaa ke naam par miTanaa nahii.n aayaa agar tujhako to phir jism\-e\-vafaa baazaar me.n kyuu.N bechatii hai tuu agar tuu aabaruu apanii bachaa letii to achchhaa thaa jo apanii aag me.n khud ko jalaa letii to achchhaa thaa agar tuu aabaruu \threedots lagaa kar aag ho.nTho.n se kisii kaa ghar jalaa denaa kisii kii jaan jaanaa aur teraa muskaraa denaa ki teraa muskaraa denaa kisii par jaan dekar muskaraa letii to achchhaa thaa agar tuu aabaruu \threedots satii to aan hotii hai tuu unakii nishaanii hai na haragiz bhuul beGairat tuu hindostaanii hai ki tuu hindostaanii hai agar tuu sharm ko jevar banaa letii to achchhaa thaa agar tuu aabaruu \threedots % #endindian \endsong