% \startsong \stitle{aayaa aayaa aTariyaa pe koii chor}% \film{Mera Gaon Mera Desh}% \year{1971}% \starring{Asha Parekh, Dharmendra, Lakshmichhaya}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Transliterator:David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Credits:David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aayaa aayaa aTariyaa pe koii chor \- 3 o bhAbhii aanA zaraa diipak jalaanaa \- 2 (dekho balam hai.n yA koii aur Dar gaI mai.n ke mar gaI mai.n ke aayaa aayaa aTariyaa pe koii chor) \- 2 man uupar niiche, khi.Dakii ke piichhe, a.Nkhiyo.n ke niichhe baiThii mai.n sochuu.N saa.Nvarii, phir kaa karuu.N mai.n baavarii bairii balam ho to chup rahuu.N mai.n \-2 duujaa koii ho machaa duu.N mai.n shor aayaa aayaa \threedots dhokhaa khaayaa hai, jii ghabaraayaa hai, koii aayaa hai naino.n me.n naina jab gae, aa.ngan me.n ka.ngan baj gae mai.n naachii aise, kaThaputalii jaise naa jaane khe.nchI hai kisane Dor aayaa aayaa \threedots sau matadaarii, kaarii kajaraarii, sai.nyaa mai.n haarii detaa dikhaaii kuchh nahii.n, chhup naa gayaa ho vo kahii.n ghar me.n chhipaa to jaaegaa paka.Daa \- 2 man me.n chhipaa to phir kyaa hai zor aayaa aayaa \threedots % #endindian \endsong %