% \startsong \stitle{aanaa mere pyaar ko tum na jhuuThaa samajho jaanaa}% \film{Kabhi Haan Kabhi Naa}% \year{1993}% \starring{Shahrukh, Suchitra Krishnamurty, Deepak Tijori, Satish Shah, Anjan Srivastava, Rita Bhaduri}% \singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aanaa mere pyaar ko tum na jhuuThaa samajho jaanaa sanam tumhe.n paane kaa ye thaa saaraa bahaanaa aanaa mere pyaar ko \threedots chalo bhii jo hu_aa jaane do bahut ho chukaa jaane do dekh merii taqadiir dil me.n kisakaa giit aa.Nkho.n me.n tasviir kisakii hai sanam chho.Do chho.Do haath jaanuu.n terii baat jhuuThii hai har baat jhuuThii har qasam haa.N jhuuThaa huu.N yaa sachchaa huu.N jaane saaraa zamaanaa aanaa mere pyaar ko \threedots tumane phe.nkaa jaal ulTii pa.D ga_ii chaal ab mai.n huu.N ja.njaal rastaa naapi_e aise to na yaar dil ko Thokar maar samajho meraa pyaar Kudaa ke li_e samajh ga_ii aaj chho.Do zyaadaa na baate.n banaanaa aanaa mere pyaar ko \threedots % #endindian \endsong