% \startsong \stitle{o priyaa ... tum saa nahii.n ko_ii priyaa}% \film{Kahin Pyaar Na Ho Jaaye}% \year{2000}% \starring{Salman Khan, Rani Mukerji, Ravina Tondon, Jackie Shroff, Puuja Batra}% \singer{Kumar Sanu, Nitin Mukesh, Alka Yagnik, Kamaal Khan, Chorus}% \music{Himesh Reshammiya}% \lyrics{Sudhakar Sharma}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % o priyaa o priyaa priyaa tum saa nahii.n ko_ii priyaa tuu khush rahe jahaa.n bhii rahe ye mere dil kii du_aa o o priyaa \threedots tum ko mil gayaa saathii pyaar kaa hamase chhin gayaa daaman yaar kaa kahanaa bahut hai lekin gha.Diyaa.n aaj hai.n kam terii har baat vo pahalii mulaakaat hamako rulaa_egii tere baad o priyaa \threedots milanaa bichha.Danaa usake haath hai bananaa sa.nvaranaa kismat kii baat hai kaThaputalii hai.n ham saare kar le tuu yakii.n dilavaale kabhii maane nahii.n haar kar le tuu bharosaa mere yaar o priyaa \threedots apane dil kii baat kah dii sabhii ne mere dil kii baat na jaanii kisii ne tum kyaa hamaare ho ye ko_ii jaane naa biite hu_e pal vo ha.Nsataa hu_aa kal kaise bhuul paa_e.nge bhalaa o priyaa \threedots % #endindian \endsong