% \startsong \stitle{piyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa}% \film{Kyaa Dil Ne Kahaa}% \year{2002}% \starring{Tushaar Kapoor, Ishaa Deol}% \singer{Udit Narayan, Kavita Subramaniam, Damayanti Bardal}% \music{Himesh Reshammiya}% \lyrics{Shanjay Chhail}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % saajaN saajaN mai.n karuu.N saajaN hai us paar kaisii nadiyaa priit kii jo Duub gayaa so paar saa pa ni saa saa pa ni piyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa kyuu.N kiyaa saa pa ni saa saa pa ni piyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa chaahaa mujhe maa.ngaa tujhe chhuu ke tujhe ek baar paayaa to saayaa thaa teraa ab nahii.n aitabaar saa pa ni saa saa pa ni piyaa pyaar \threedots mai.n shaayar nahii.n phir bhii sochuu.n yuu.N hii tuu ne diye hai.n jo aa.Nsuu hai.n vahii shaayarii pahale pyaar kaa vaadaa hai tum bin jiivan aadhaa hai aa_egaa chal ke tuu Kud hii sun ke merii pukaar saa pa ni saa saa pa ni piyaa pyaar \threedots tuu ne chaahii zamii.n meraa hai aasamaa.n baa.Ndhegii kaise tuu mujh ko mai.n to paagal havaa ta.Dape yaad me.n meraa man ye kaisaa teraa ba.ndhan Kvaabo.n se jaaguu.N to phir se nii.nd kaa intazaar saa pa ni saa saa pa ni chaahaa tujhe \threedots priyaa pyaar ye kyuu.N kiyaa kyuu.N kiyaa saa pa ni saa saa pa ni piyaa laa laa laa laa laa laa laa laa laa % #endindian \endsong