% \startsong \stitle{apano.n ko jo Thukaraa_egaa Gairo.n kii Thokare.n khaa_egaa}% \film{Judaai}% \year{1980}% \starring{Ashok Kumar, Jitendra, Rekha, Sachin, Arun Govil}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11303 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % apano.n ko jo Thukaraa_egaa Gairo.n kii Thokare.n khaa_egaa ik pal kii Galatafahamii ke li_e saaraa jiivan pachhataa_egaa tuune samajhaa hai jiit jise vo ban jaa_egii haar kabhii ye maan teraa abhimaan teraa tujhape hii karegaa vaar kabhii ye choT sahii naa jaa_egii ye dard sahaa naa jaa_egaa apano.n ko jo \threedots shaadii do din kaa mel nahii.n guDDe\-gu.Diyo.n kaa khel nahii.n ye pyaar do insaano.n kaa ye ishq nahii.n diivaano.n kaa isame.n zid kaa kuchh kaam nahii.n ye jiivan sa.ngraam nahii.n bhuuloge to kho jaa_oge tum duur bahut ho jaa_oge bachcho.n ke saath guzar kab tak ye de.nge saath magar kab tak jab vo bhii ho jaa_e.Nge ba.De tum sochoge ye duur kha.De kyaa sach hai kyaa sapanaa hai ab duniyaa me.n kyaa apanaa hai isali_e ye ba.ndhan mat to.Do apanii maryaadaa mat chho.Do aap me.n jo Takaraa_oge to TuuT ke bas rah jaa_oge apano.n ko jo \threedots % #endindian \endsong