% \startsong \stitle{kabhii hotaa bharosaa ... mat ulajhan me.n pa.D inasaan}% \film{Janam Janam Ke Fere/ Sati Annapoorna}% \year{1957}% \starring{Nirupa Roy, Manhar Desai, B M Vyas, S N Tripathi, Mahipal}% \singer{Rafi, Lata, Manna Day}% \music{S N Tripathi}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10324 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kabhii hotaa bharosaa kabhii hotaa bharam pa.Daa ulajhan me.n hai inasaan tuu hai yaa nahii.n bhagavaan \-2 ra \: mat ulajhan me.n pa.D inasaan \-2 tere soche binaa jab hotaa hai sab to samajh le kahii.n hai bhagavaan la \: tuu hai yaa nahii.n bhagavaan vo hai agar to kyo.n naa dikhaa_ii de kaisii ye ulTii riit hai jhuuThaa hai vo usake jhuuThe hii bhay se jhuuThaa jagat bhayabhiit hai ra \: ghan\-ghan garajatii hu_ii ye ghaTaa_e.N kisakaa sunaatii giit hai.n laharaate saagar kii laharo.n me.n guu.Nje kisakaa amar sa.ngiit hai jo daataa hai sabakaa mahaan diyaa jisane janam diyaa jisane ye tan kyo.n na usako sakaa tuu pahachaan mat ulajhan me.n pa.D \threedots ma \: kyo.n baalak kii mamataa rotii hai kyo.n anahonii jag me.n hotii hai ma.ndir me.n diip jalaate hai.n jo unake ghar kii bujhatii jyoti hai kyo.n anahonii jag me.n hotii hai kyo.n ra \: jiivan\-maraN haani aur faayadaa karmo.n kaa phal hai usakaa bhii qaayadaa inasaan kii kuchh bhii chalatii nahii.n karanii apanii kabhii Talatii nahii.n bhakti ke bhaav se usako tuu jaan le shraddhaa kii aa.Nkho.n se usako tuu pahachaan le hotaa nahii.n kyaa acha.mbhaa ba.Daa aakaash kisake sahaare kha.Daa phuulo.n me.n ra.ng jharano.n me.n tara.ng dharatii me.n uma.ng jo uThaataa vo kaun kyaa tum baadal me.n bijalii pahaa.Do.n me.n phuul jo khilaataa vo kaun kyaa tum vo hai sarvashaktimaan kaN\-kaN me.n base par na dikhaa_ii de usakii shakti ko tuu pahachaan mat ulajhan me.n pa.D \threedots % #endindian \endsong