% \startsong \stitle{ai sanam aaj ye qasam khaa_e.N}% \film{Jahanara}% \year{1964}% \starring{Bharat Bhushan, Mala Sinha}% \singer{Lata, Talat}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10572 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % la \: ai sanam ai sanam aaj ye qasam khaa_e.N mu.D ke ab dekhane kaa naam naa le.n pyaar kii vaadiyo.n me.n kho jaa_e.N ta \: ai sanam aaj ye qasam khaa_e.N faasale pyaar ke miTaa Daale.n aur duniyaa se duur ho jaa_e.N do \: ai sanam aaj ye \threedots ta \: jis taraf jaa_e.N bahaaro.n ke salaam aa_e.Nge \-2 aasamaano.n se bhii ra.ngiin payaam aa_e.Nge la \: teraa jalavaa hai jahaa.N merii jannat hai vahaa.N tere ho.nTho.n kii ha.Nsii sau bahaaro.n kaa samaa.N ta \: ai sanam aaj ye \threedots la \: apanaa iimaan faqat apanii mohabbat hogii ta \: har gha.Dii ishq kii ik taazaa qayaamat hogii la \: dekh kar ra.ng\-e\-vafaa muskuraa_egaa Kudaa ta \: aur sochegaa zaraa ishq kyo.n paidaa kiyaa do \: ishq kyo.n paidaa kiyaa \-2 ai sanam aaj ye \threedots % #endindian \endsong