% \startsong \stitle{kabhii pahale dekhaa nahii.n ... yahaa.N mai.n ajanabii huu.N}% \film{Jab Jab Phool Khile}% \year{1965}% \starring{Shashi Kapoor, Nanda}% \singer{Rafi}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10981 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % kabhii pahale dekhaa nahii.n ye samaa.N ye mai.n bhuule se aa gayaa huu.N kahaa.N yahaa.N mai.n ajanabii huu.N \-2 mai.n jo huu.N bas vahii huu.N \-2 yahaa.N mai.n ajanabii huu.N \-2 kahaa.N shaam\-o\-sahar the kahaa.N din\-raat mere bahut rusavaa hu_e hai.n yahaa.N jazbaat mere na_ii tahaziib hai ye nayaa hai ye zamaanaa magar mai.n aadamii huu.N vahii sadiyo.n puraanaa mai.n kyaa jaanuu.N ye baate.n zaraa insaaf karanaa merii GustaaKiyo.n ko Kudaaraa maaf karanaa yahaa.N mai.n ajanabii \threedots terii baa.Nho.n me.n dekhuu.N sanam Gairo.n kii baa.Nhe.n mai.n laa_uu.Ngaa kahaa.N se bhalaa aisii nigaahe.n ye ko_ii raqs hogaa ko_ii dastuur hogaa mujhe dastuur aisaa kahaa.N ma.nzuur hogaa bhalaa kaise ye meraa lahuu ho jaa_e paanii mai.n kaise bhuul jaa_uu.N mai.n huu.N hindostaanii yahaa.N mai.n ajanabii \threedots mujhe bhii hai shikaayat tujhe bhii to gilaa hai yahii shiqave hamaarii mohabbat kaa silaa hai.n kabhii maGarib se mashariq milaa hai jo milegaa jahaa.N kaa phuul hai jo vahii.n pe vo khilegaa tere uu.Nche mahal me.n nahii.n meraa guzaaraa mujhe yaad aa rahaa hai vo chhoTaa saa shikaaraa yahaa.N mai.n ajanabii \threedots % #endindian \endsong